Zindagi ka lamhoon ko yaad krloon
Aakhre raat mai auth kr fariyaad krloon
Gunahoon ko yaad krloon
Ashki nadamat se fariyaad krloon
Her baat ko yaad krloon
Haath autha ka fariyaad krloon
Rahman Raheem ko yaad krloon
Sajida mai gir kr fariyaad krloon
Apna wajood ko yaad krloon
Rehmat ke umeed se fariyaad krloon
Mooth ko yaad krloon
Niza asan ke fariyaad krloon
Kamooshi mai yaad krloon
Kalimah shahdat ke fariyaad krloon
ثاقبؔ