Gama halaat mai dooba hai mera kashmir
Kitne aafat se lad raha hai mera kashmir
Veeraniyon ke taraf badh raha hai mera kashmir
Dekho kitne aafat se ladh raha hai mera kashmir
Yha phooloon pai rangh nhi lahu hai yaaro
Kuch is traha jadh se aukhad raha hai mera kashmir
Lahu. Se sajte hai roz yha ke sar zameen
Cheekta chilata hai dekho ro raha hai mera kashmir
Charoon aur zulm ke agh felah de zalim na
Buja do koie gel rha hai mera kashmir
Larz kyon nhi jata ho hala kashmir deakh kr
Ki naqsaha se koie mita raha hai mera kashmir
Ho javo bedar ab tum. He Saqib
Dekha do buzdiloon se lad raha hai mera kashmir
ثاقبؔ